Anandmurti Gurumaa - Gurudev Ke Brahmgyan Ne Deewana Kar Diya Lyrics
Gurudev ke brahmgyan ne deewana kar diyaGurudev ke brahmgyan ne deewana kar diyaDeewana kar diya, mastana kar diyaHamne jo apna mana tha, begana kar diyaJanmo ke dehadhyas ki jo dhuni samaayi thiMamta mita saroop mein, mastana kar diyaGurudev ke brahmgyan ne deewana kar diyaDeewana kar diya, mastana kar diyaHamne jo apna mana tha, begana kar diyaAisa diya updesh ki tum nij aanand hoHar taal mein 'soham' ka taraana bhar diyaGurudev ke brahmgyan ne deewana kar diyaDeewana kar diya, mastana kar diyaHamne jo apna mana tha, begana kar diyaJakde the ham jagat mein moh ki zanjiron seShamma jalaa ke dil mera, parwaana kar diyaGurudev ke brahmgyan ne deewana kar diyaDeewana kar diya, mastana kar diyaHamne jo apna mana tha, begana kar diya