Anandmurti Gurumaa - Praano Se Karte Pooja Lyrics
Praano se karte pooja, is dil mein hai na doojaFir samajh kyon naa aaye, mera dil behal na paayeHo na door aap hum se, hami mein ho tum kasam seTeri yaad kyon sataaye, tujhko hai kyon bulaayePraano se karte pooja, is dil mein hai na doojaFir samajh kyon naa aaye, mera dil behal na paayeEk hi ki hai yeh rachna, dooja na koi samajhnaIk faanaa hota jaaye, dooja na mitne paayePraano se karte pooja, is dil mein hai na doojaFir samajh kyon naa aaye, mera dil behal na paayeMaya ka khel saara, saaein hai kyon bisaraHari har hi mein samaaley, khud mein usey tu paa leyPraano se karte pooja, is dil mein hai na doojaFir samajh kyon naa aaye, mera dil behal na paaye